Daal Mein Kuchh Kala Hai Lyrics

"Daal Mein Kuchh Kala Hai" lyrics from Inteqam sung by alka yagnik and music directed by jitin shyam and composed by jitin shyam

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Daal Mein Kuchh Kala Hai Lyrics


Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya
Roop mera mata wala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya
Kal raat mai soyi thi apni chhat ke upar
Kal raat mai soyi thi apni chhat ke upar
Daka ghar mein dala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya

Patli kamar thi baali umar thi
Na jaane kiski mujh pe nazar thi
Patli kamar thi baali umar thi
Na jaane kiski mujh pe nazar thi
Kis pe karu shak kisko fasau
Kya naam batau main mar gayi
Padosi bhola bhala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya

Deta hia chor ko jake shabashi
Leta hai mere ghar ki talaashi
Arey deta hia chor ko jake shabashi
Leta hai mere ghar ki talaashi
Baate banaye thane bulaye
Naina ladaye main darr gayi
Daroga dil ka kala hai daiya re daiya
Roop mera mata wala hai daiya re daiya
Daal mein kuchh kala hai daiya re daiya.

More songs lyrics from Inteqam.