Cinema Hain Chamatkar Lyrics

"Cinema Hain Chamatkar" lyrics from Sachcha Pyar sung by amit kumar and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Cinema Hain Chamatkar Lyrics


Cinema hain chamatkar
Karo isko namashkaar
Cinema hain chamatkar
Karo isko namashkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar

Cinema hain chamatkar
Karo isko namashkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Cinema hai chamatkar

Sabse saata sabse
Achha cinema
Lagata humko
Kitana sachcha cinema
Sabse saata sabse
Achha cinema
Lagata humko kitana
Sachcha cinema
Logon ka manoranjan
Karvata hain
Bacho budho naujavano
Ka dil behlata hain
Hol mein humko dikhlata
Hain sara sansaar
Cinema hain chamatkar
Karo isko namashkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Cinema hain chamatkar

Sikhalata hain dilka lagana cinema
Batalata hain hasna hasaana cinema
Sikhalata hain dilka lagana cinema
Batalata hain hasna hasaana cinema
Netao se humko milvata hain
Neharu gandhi shashtri azaad
Abhi neta ki jhalak
Humko dikhalata hain
Raj kapoor jaani raj kumaar
Kyaa baat devanand
Iske bina sabka
Jeena yaaro hota bekaar
Cinema hain chamatkar
Karo isko namashkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Iss ne kiya mere yaar
Hum pe bahot upkaar
Cinema hai chamatkar.

More songs lyrics from Sachcha Pyar.