Chura Ke Leja Lyrics

"Chura Ke Leja" lyrics from Policegiri sung by palak muchhal, yashraj kapil and music directed by himesh reshammiya and composed by himesh reshammiya and lyrics written by shabbir ahmed

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chura Ke Leja Lyrics


Oo shyam teri rukmani
Palkein bichhaye baithi hai
Janam janam rahegi teri
Sapne sajaye baithi hai

Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye
Humein tumse ho gaya pyaar

Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye
Humein tumse ho gaya pyaar
Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar

Teri meri meri teri
Rab ne banayi jodi
Teri meri meri teri
Rab ne banayi jodi
Chahoonga tujhe
Hi din raat main
Mera jahan tujh se hai
Wada mera khud se hai
Chhodoonga kabhi na
Tera saath main

Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaaye
Humein tumse ho gaya pyaar
Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar

Rang ye mahendi ka
Tujko pukaare aaja
Aa aa ye chudi kangana
Tujko pukaare aaja
Tere bin kaate nahi
Katt te nahi din aaja
Ghodi chadhke aaja
Doli lekar aaja

Rukmani shyam tera
Nazrein bichhaye baitha hai
Janam janam rahega tera
Sapne sajaye baitha hai

Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye
Humein tumse ho gaya pyaar
Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar

Tujo bole woh ab
Mujhko hain karna
Aa aa hain tere liye hi
Mera sajana sawarna
Ab teri baahon mein hi
Mera jeena marna
Jab pyaar kiya toh
Phir kaahe ka darna

Rukmani shyam tera
Nazrein bichhaye baitha hai
Janam janam rahega tera
Sapne sajaye baitha hai

Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye
Humein tumse ho gaya pyaar
Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar

Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar
Chura ke leja bhaga ke leja
Utha ke leja yaar.

More songs lyrics from Policegiri.