Chubh Gayi Karajwa Mein Lyrics

"Chubh Gayi Karajwa Mein" lyrics from Nadaan sung by asha bhosle and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Chubh Gayi Karajwa Mein Lyrics


Uyi uyi uyi chubh gayi
Karajwa mein nainwa ki sui
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Haye ram kab tak
Karungi uyi uyi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Haye ram kab tak
Karungi uyi uyi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui

Haye kata cha khatke
Nindiya na aaye
Nindiya na aaye to
Sapna na aaye
Sapna na aaye to
Sajna na aaye
Sapna na aaye to
Sajna na aaye
Sajna na aaye to
Jiya ghabraye
Chubh gayi haye
Haye chubh gayi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Haye ram kab tak
Karungi uyi uyi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui

Haye aisi chubhi
Hai ke man janta hai
Man janta hai aur
Tan janta hai
Meri preet kisse
Hai kisko khabar
Meri preet kisse
Hai kisko khabar
Machalta hua ye
Badan janta hai
Chubh gayi haye
Haye chubh gayi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Haye ram kab tak
Karungi uyi uyi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui

Koi sunne walo ro fir chain aaye
Aake sambhale to fir chain aaye
Naina milati na baat aage badhti
Naina milati na baat aage badhti
Gale se lagale to fir chain aaye
Chubh gayi haye haye chubh gayi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Haye ram kab tak
Karungi uyi uyi
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui
Chubh gayi karajwa
Mein nainwa ki sui.

More songs lyrics from Nadaan.