Chori Chori Yun Jab Lyrics

"Chori Chori Yun Jab" lyrics from Paap Ki Duniya sung by kishore kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chori Chori Yun Jab Lyrics


Chori chori yun jab ho
Aankhe char kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai kaise
Hota hai jane ye koi na
Chori chori yun jab ho
Aankhe char kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai

Sara ye shahar dekha
Ghum ke dekhe lakho hasi
Hamko hai yaki koi bhi
Kahi tere jaisi nahi
Dil jo pagal kar jaye
Wo didar kya hota hai
Jana ab hamne jana pehla
Pyaar kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai kaise
Hota hai jane ye koi na
Chori chori yun jab ho
Aankhe char kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai

Dehke jab tujhe dekhte rahe
Phir nazar na jhuke
Karna chahe dil kitni hi bate
Par juba na khule
Bin bole hi aankho se
Ye ikrar kya hota
Na bhi ha lagta hai
Ye ikrar kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai kaise
Hota hai jane ye koi na
Chori chori yun jab ho
Aankhe char kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai

Zindagi hai wo jo kate
Teri naram julfo tale
Mange dil dua milna ho
Agar pyaar tera mile
Koi milke jab chhede
Dil ke tar kya hota hai
Sanso se jab uthi hai
Ye jhankar kya hota hai
Begane ban jate hai
Yaar yaar yaar yaar
Anjane ho jata hai
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Ye kya hota hai kaise
Hota hai jane ye koi na
Chori chori yun jab ho
Aankhe char kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke
Pehli baar kya hota hai.

More songs lyrics from Paap Ki Duniya.