Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Lyrics

"Chori Chori Aap Pe Dil Aaya" lyrics from Saat Samundar Paar sung by asha bhosle, usha mangeshkar and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by farooq qaiser

Lyricist(s):
Music Director(s):

Chori Chori Aap Pe Dil Aaya Lyrics


Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Banke sawar ke dekha
Banke sawar ke dekha
Jadu chala na koi
Kya kya na karke dekha
Kya kya na karke dekha
Dil ko bh samjhaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Darte ho dil hi dil me
Mare na duniya tana
Roka hajar maine
Aankho ne hanske mana
Aankho ne hanske mana
Dil ne jo farmaya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya

Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Thoda sa bholapan hai
Thoda sa bankpan hai
Chhup chhup ke dekhu tumko
Mera diwanapan hai
Mera diwanapan
Ab duniya se takraya
Chori chori aap pe dil aaya
Uff tauba tauba
Kaisa kaisa pyar ne tadpaya
Uff tauba tauba
Chori chori aap pe dil aaya.

More songs lyrics from Saat Samundar Paar.