Chhupkar Meri Aankho Ko Lyrics

"Chhupkar Meri Aankho Ko" lyrics from Bhabhi sung by lata mangeshkar, mohammed rafi and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by rajendra krishan

Lyricist(s):
Music Director(s):

Chhupkar Meri Aankho Ko Lyrics


Chhupkar meri aankho ko
Woh puchhe kaun hain ji ham
Mai kaise nam loo unaka
Jo dil me rehate hain hardam

Naa jab tak dekh le woh
Dil toh kaise aitbar aaye
Tumhare iss ada par bhi
Humare dil ko pyar aaye
Tumhari yeh shikayat bhi
Mohabbat se nahi hain kam

Nahi ham yu naa manenge
Toh kaise tum ko samajhaye
Dikha do dil hame apna
Kaha se dil ko ham laye
Ke de rakha woh tumako
Dikha sakate hain kaise ham

Diya tha kisliye bolo
Amanat hi tumhari thi
Yeh jab tak pas tha apne
Ajab si bekarari thi
Chalo chhodo gile shikawe
Huwa hain chand bhi madhyam.

More songs lyrics from Bhabhi.