Chhupa Le Aankhon Mein Lyrics

"Chhupa Le Aankhon Mein" lyrics from Juaari sung by kumar sanu, sadhana sargam and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anwar sagar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chhupa Le Aankhon Mein Lyrics


Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Laga le seene se bana ke aanchal
Aaj ka ye sama kal rahe na rahe
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan
Lutadungi tujhpe main sara jiwan
Bhul dungi tujhe main zamane ke gham
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan

Sanso mein aag lagi hai sanam
Pyar ki peela de mujhe shabnam
Tune kaisa jaadu ye mujhpe kiya
Chhane laga mujhpe tera nasha
Bas mein nahi hai dil ye deewana
Tere sar ki kasam tere sar ki kasam
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan

Pyar ki tu pehli bahar dede
Bekarar dil ko karar dede
Aankhon mein teri shararat hai
Baato mein teri mohabbat hai
Aashiq hu tera pagal deewana
O meri jaane jaan o meri jaane jaan
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan

Aaj main had se gujar jaaunga
Teri adao pe mar jaunga
Gori gori baaho mein aaja sajan
Aaj ho jayega apna milan
Zulfon ke saye badan ke ujale
Tere liye hai sanam tere liye hai sanam
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan
Aaj ka ye sama kal rahe na rahe
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan
Lutadungi tujhpe main sara jiwan
Bhul dungi tujhe main zamane ke gham
Chhupa le aankhon mein bana ke kajal
Banalungi tujhko main dil ki dhadkan.

More songs lyrics from Juaari.