Chhoti Umar Mein Lyrics

"Chhoti Umar Mein" lyrics from Aakraman sung by kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Chhoti Umar Mein Lyrics


Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the
Jeda muh mode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the, jeda muh mode
Jeda muh mode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the, jeda muh mode
Jeda muh mode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the ho ho

Ab gusse se kaam na lena
Bedardi ka naam na lena
Ab gusse se kaam na lena
Bedardi ka naam na lena
Par ko ye ilzam na lena
Haye aise dukh mein baithe kisi ka
Jeda dil tode, jeda dil tode baiman howe
Chhoti umar mein lambe safar mein
Yun hamsafar the ho ho.

More songs lyrics from Aakraman.