Chhota Bacha Jaan Ke Lyrics

"Chhota Bacha Jaan Ke" lyrics from Masoom sung by aditya narayan jha and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by anand raj anand

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chhota Bacha Jaan Ke Lyrics


Chhota bacha jan ke
Na koi aankh dikha na rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Akal ka kacca samjh ke
Humko na samjhana rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Bholi surat jan ke na
Humse takra na rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Na thin na na thin na
Nach nacha denge
Chhota bacha jan ke
Na koi aankh dikha na rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Akal ka kacha jan ke
Humko na samjha na rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Ek din de ke do athaniya
Maa boli ja le aa dhaniya
Ek din de ke do athaniya
Maa boli ja le aa dhaniya
Paise de ke dukan dar se
Mai bola babu dedo dhaniya
Bada sa kakaj de kar
Us me rakh diya thoda sa dhaniya
Mai bola babu baniya kakaj bech rahe
Ya dhaniya
Kakaj ko rahkho baju mein
Dhaniye ko rahkho taraju mein
Sun meri baat vo raha na kabu mein
Kya bola
Bola tujhko baatu main
Mai bhi kaha kam tha
Kah bache ko thak ta hai
Shor machau main
Uske baad hua kya
Ye bhi to batlana rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Uske baad uske baad to
Jaise uska mar gaya nana rey
Bich bazariya jab
Ye gaaya maine gana rey
Chhota bacha jan ke
Na koi aankh dikha na rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Akal ka kacca samjh ke
Humko na samjhana rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Ho oo oo
Hm mm hm mm

Kishan bhaiya kishan bhaiya
Mere aam ki guthali gir gayi
Aam ko kha guthali na dekh
Aage chal picche na dekh
Aam ko kha guthali na dekh
Aage chal picche na dekh
Sidha sidha chal varna
Paav me fas jayegi ret
Fir kya karenge jab
Ghar ja ke maa ne mara rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Chup kyu ho gaye bolo na
Sun rey chotu sun rey hariya
Maa hoti mamta ki
Nadiya daat ke humko
Khud bhi roye khana de
Bhadiya se bhadiya
Maa ko ja ke kabhi
Suna na ye gana rey
Bacha bacha jan ke
Na koi aankh dikha na rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Akal ka kacca samjh ke
Humko na samjhana rey
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab.

More songs lyrics from Masoom.