Charon Tarf Andher Lyrics

"Charon Tarf Andher" lyrics from Kudrat Ka Kanoon sung by mohammed aziz and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):

Charon Tarf Andher Lyrics


Charon taraf andher macha hain
Charon taraf andher macha hain
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hain
Kaisa kudrat ka kanoon
Charon taraf andher macha hain
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hain
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Kisne kiya apradh yaha par
Kon bana hain bandhi
Kisne kiya apradh yaha par
Kon bana hain bandhi
Upar wale teri duniya
Itni ho gyai gandi re
Gani itni ho gayi gandi
Dekh raha hain sabka
Tamasha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Charon taraf andher macha hain
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hainn
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Aabhru lute nari ki
Ye ijjat ke rakhwale
Aabhru lute nari ki
Ye ijjat ke rakhwale
Mere malik kaise kaise
Papi jag mein pale
Pap ke hatho mein hain khilona
Kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Charon taraf andher macha hain
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hain
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Har huyi sachchayi ki
Jooth ki ho gayi jeet
Har huyi sachchayi ki
Jooth ki ho gayi jeet
Aaj tere sansar ki
Sari ulti ho gayi reet
Re malik ulti ho gayi reet
Aisa lagta ho gaya
Ulta kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Charon taraf andher macha hain
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hain
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Abla ki jo ijjat lute
Uske sar pe chamke taz
Aur sitam rah agya baki
Tere jag mein aaj re malik
Tere jag mein aaj
Kab tak yunhi khayega dokha
Kudrat ka ka kanoon
Kudrat ka ka kanoon
Charon taraf ander macha hain
Pani mahga sasta khun
Koi btaye ye hai kesa
Kudrat ka kanoon
Kesa kudrat ka kanoon

Jisko chuna tha jeevan sathi
Aaj vo nikla katil
Jisko chuna tha jeevan sathi
Aaj vo nikla katil
Zulam sitam ki paap
Havas ki ye hai aakhari manzil
Zulam sitam ki paap
Havas ki ye hai aakhari manzil
Ye hai aakhari manzil
Le ke rhega aaj ye badla
Kudrat ka kanun
Kudrat ka kanun
Charon taraf andher macha hain
Pani mehanga sasta khun
Koi bataye ye hain
Kaisa kudrat ka kanoon
Kaisa kudrat ka kanoon

Dukha yaro ne milke kiya hain
Aaj paap ka nas
Aaj paap ka nas
Aaj mera dil bol
Utha bhaduro sabas
Bhaduro sabas bhaduro sabas
Duniya ke kanoon se
Ucha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Duniya ke kanoon se
Ucha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon
Duniya ke kanoon se
Ucha kudrat ka kanoon
Kudrat ka kanoon.

More songs lyrics from Kudrat Ka Kanoon.