Chandni Lyrics

"Chandni" lyrics from Muskurake Dekh Zara sung by saurabh p. srivastav and music directed by ranjit barot and composed by ranjit barot and lyrics written by mehboob alam kotwal

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chandni Lyrics


Chaandani aasmaan pe hai nahin
Woh toh hai yahin kahin
Khushnaseebi ho o o o
Paalaki chaand ki chali wahaan
Aayi hai dulhan yahaan khushnaseebi
Woh kal tak jo dur the
Aaj unaka hi noor hai
Roshan huyi dil ki jamin ho o o o
Chaandani aasmaan pe hai nahin
Woh toh hai yahin kahin khushnaseebi

Naajuk honto pe kaatil haseen hai
Nigaahein hai tir si
Sapano mein adaayein sholo si hai
Tu hai rangon mein rangin
Abb rang le tu pyaar ka dile dildaar ka
Shaamo sehar ho bekhudi ho o o o o
Chaandani aasmaan pe hai nahin
Woh toh hai yahin kahin khushnaseebi

Khushnaseebi
Taarifon pe aise bhi na sharmaao
Najare milane bhi do
Parde mein haya ke aankhon se
Tum baatein hone bhi do
Are pehala yeh pyaar hai
Pyaar ka deedaar hai
Tumase huyi hai aashiqui ho o o o o
Chaandani aasmaan pe hai nahin
Woh toh mere saath hai
Khushnaseebi ho o o o…
Paalaki chaand ki chali wahaan
Aayi hai dulhan yahaan khushnaseebi.

More songs lyrics from Muskurake Dekh Zara.