Chandani Raatein Lyrics

"Chandani Raatein" lyrics from Aawargi sung by noor jehan

Singer(s):

Chandani Raatein Lyrics


Ik tees jigar mein uthti hai
Ik dard sa dil mein hoota hai
Hum raaton ko uth kar rootay hain
Jab sara aalam sota hai hooo
Chandani raatein chandani raatein
Sab jag soye hum jagein
Taroon se karein baatein
Chandani raatein hoo chandani raatein

Taktey taktey tuti jaay
Aas piya na aay re taktey taktey
Sham sawaray dard aankhone
Uthay jiya ghabra ay ree sham sawaray
Raatoon ne mere neend lootli raaton ne
Mere neend lootli dil ke cheen chura ay
Dukhiya ankhein dhoond rahi hain
Wohi pya ki khatein
Chandani raatein hooo chandani raatein

Pichly raat mein hum uth uth kar
Chupke chupke rooein re pichly raat mein
Sukh ki neend mein meet humare
Desh para ay sooin re sukh ki neend mein
Dil ke dharkanay tujhay pukaaren
Dil ke dharkanay tujhay pukarain aja balam aai baharein
Beth kay tanhai mein kar lein dukh sukh ki do baatein
Chandani raatein hoo chandani raatein
Sab jag soo ay hum jagein taroon se karein baatein
Chandani raatein hooo chandani raatein.

More songs lyrics from Aawargi.