Chandani Ki Ada Shairana To Hai Lyrics

"Chandani Ki Ada Shairana To Hai" lyrics from Open Heart: Dil Ki Baat sung by dinesh arjuna and music directed by dinesh arjuna and composed by dinesh arjuna and lyrics written by dilip pandharpatte (rind)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chandani Ki Ada Shairana To Hai Lyrics


Chandani raat ho yaa taare ki
Tum na ho ye sochna bhi afsosh ki imtihaan hai
Tum raho to phir roshani ho yaa andhera
Kya fark padta hai
Ab toh hum tumhare jaane ko amaavas kehte hai
Aur tumhare aane ko poonam

Chandani ki ada shairana to hai
Chandani ki ada shairana to hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Chandani ki ada shairana to hai
Chandani ki ada shairana to hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Chandani ki ada shairana to hai

Tu nahi toh teri chand yaade sahi
Tu nahi toh teri chand yaade sahi
Tu nahi toh teri chand yaade sahi
Tu nahi toh teri chand yaade sahi
Saath dene ka waada nibhana to hai
Saath dene ka waada nibhana to hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Chandani ki ada shairana to hai

Main loot bhi gaya toh na gham hai mujhe
Main loot bhi gaya toh na gham hai mujhe
Main loot bhi gaya toh na gham hai mujhe
Main loot bhi gaya toh na gham hai mujhe
Waake yaai ishq ka yeh purana toh hai
Waake yaai ishq ka yeh purana toh hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Chandani ki ada shairana to hai

Baat maano na maano hamaari magar
Baat maano na maano hamaari magar
Baat maano na maano hamaari magar
Baat maano na maano hamaari magar
Rind ka dil tumhara thikana to hai
Rind ka dil tumhara thikana to hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Chandani ki ada shairana to hai
Chandani ki ada shairana to hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Behek jaane do yaaro bahana toh hai
Chandani ki ada shairana to hai.

More songs lyrics from Open Heart: Dil Ki Baat.