Chanda Ki Chandani Lyrics

"Chanda Ki Chandani" lyrics from Duniya Ek Sarai sung by shamshad begum and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by kidar nath sharma (kedar sharma)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chanda Ki Chandani Lyrics


Chanda ki chandani
Na suhaye to kya kare
Haye kya kare
Chanda ki chandani
Har dum kisi ki yaad sataye
To kya kare haye kya kare
Chanda ki chandani

Aankho se aasuo se
Aankho se aasuo se
Tabassum se kah chuke
Unki samjh mein baat na aaye
To kya kare haye kya kare
Chanda ki chandani

Kaliyo ko badlo ko
Kaliyo ko badlo ko
Sitaro ko de bata
Mujhse bhi haal dil ka chhupaye
To kya kare haye kya kare
Chanda ki chandani

Hum hai ke teri raah mein
Hum hai ke teri raah mein
Aankhe bichha chuke
Tu ek baar bhi na bulaye
To kya kare haye kya kare
Chanda ki chandani

Hum dil jala ke neend na aaye
To kya kare haye kya kare
Chanda ki chandani
Chanda ki chandani na suhaye
To kya kare haye kya kare
Chanda ki chandani.

More songs lyrics from Duniya Ek Sarai.