Chand Ke Samne Lyrics

Chand Ke Samne lyrics from Intezar sung by harendra khurana and music directed by harendra khurana and composed by harendra khurana and lyrics written by qaiser ul jafri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chand Ke Samne Lyrics


Chand ke samne na aaya kar
Chand ke samne na aaya kar
Woh tujhe dekhta hi rehta hain
Woh tujhe dekhta hi rehta hain
Chand ke samne na aaya kar

Tujhko paakar sharaab chhut gayi
Ho tujhko paakar sharaab chhut gayi
Tujhko paakar sharaab chhut gayi
Ab nasha dushra hi rehata hain
Ab nasha dushra hi rehata hain
Chand ke samne na aaya kar

Jo mohabbat mein sochne baitha
Jo mohabbat mein sochne baitha
Jo mohabbat mein sochne baitha
Umra bhar sochta hi rehta hain
Umra bhar sochta hi rehta hain
Chand ke samne na aaya kar

Sukh jaate hain aankh ke aansoo
Sukh jaate hain aankh ke aansoo
Sukh jaate hain aankh ke aansoo
Zakhm dil ka hara hi rehta hain
Zakhm dil ka hara hi rehta hain
Chand ke samne na aaya kar

Hain kiye dil ke tukdo ko qaiser
Hain kiye dil ke tukdo ko qaiser
Hain kiye dil ke tukdo ko qaiser
Hain kiye dil ke tukdo ko qaiser
Aaina tuta hi rehata hain
Aaina tuta hi rehata hain
Chand ke samne na aaya kar
Chand ke samne na aaya kar
Woh tujhe dekhta hi rehta hain
Woh tujhe dekhta hi rehta hain.

More songs lyrics from Intezar.