Chalo Ziarat Ko Lyrics

"Chalo Ziarat Ko" lyrics from Ziarat Gahe Hind sung by mohammed rafi and music directed by mustafa yusuf and composed by mustafa yusuf and lyrics written by abdur rab chaush

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chalo Ziarat Ko Lyrics


Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Ki shaan parwar digar dekho
Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Ki shaan parwar digar dekho
Jo dekhna ho zameen pe zannat
To ahi-e-imaan dekho
Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Shaan parwar digar dekho

Yeh shaan maqdor lakhnavi hai
Ki naam meena wali hai inka
Sikam mein maddar ke parti pura
Khata na farmate e dekho e roza
Yeh kanpoori hai shahe yusuk
Zanabe makdum shorevarti
Arab mein jinke murid bhi hai
Khaliba yeh isht e avadi
Hakim sayad hai e shaa sikander
Ki chistaye bhi kadari bhi
Humasare mahdi hasan sheadi
Yaha se milti hai zindgi bhi

Hakam deva hai ankh walao
Zamale aale navi ko dekho
Jo ale akhar ko dekhna ho
To haze walish ali ko dekho
Vatan hai bhara ekjis wali ka
Inam sare ali waliya hai
Inhe vo rutba diya hai haq ne
Kabul inki har ek dua hai

Kitab no gaj hai peer inka
Aayodha wale yeh jante hai
Jo martaba hai huzoor inka
Fakir allaha ke mante hai
Yeh baba ebrahim moliya hai
Yeh fej abad ke wali hai

Bada hai burneer aashira hai
Saawaliyo ke liye saki hai
Kuch aise yaade allha hi karte
Ye kut be di jaan kurwali
Alag te sir pe se ek pal mein
Yeh sahibe hia nur wale

Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Shaan parvat digar dekho
Jo dekhana ho zameen pe zanat
To oliya ke mazzar dekho

Yahi hai makdoom saahi shayab
Vatan banaras wali yeh kaamil
Khushi se har ek wali se milte
Khuda ka sina tha aiena dil
Yeh ek makhdoom bhi ek shaib
Aise makdaan hia dusari bhi
Hue hia ek saath dafan dono
Shar darbaga hia jinki basti

Kahe kamal shaa all mein di
Ki bhare sunte nikha karke
Pada kunwat nawab jadi
Ki noor parde se door bethe
Kawab nawab ne diya jo
Isha e jadi akth kijaye
Sunke jungle ki raha leli
Ki duniya daar iko chood bathe

Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Shaan parvat digar dekho
Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Shaan parvat digar dekho

Yahi hai makdoom saahi dulat
Manir main hai kayam inka
Bihar mein sab hi jante hai
Hua hai roshan jo naam inka

Yahi mujibula tha kadiri hai
Vatan hia pholwari aap hi ka
Yeh apne fejo karam ke sed pe
Fasana sunte hai har kissi ka
Madina maqdaar se jo aarza chale
Ki deewane aalia ho
Mila azmer se yeh ishara
Ke jao patna ko jagmagao
Yhe peer jag jor kash karde
Ki badsaha saltanat luta de
Faqir yu ek faryaad karli
Yaha pushane karam dekhadi
Yeh ali-e hai
Kabul hazrat murad mando ke kaam aate
Vatan bihare sarif inka
Vo rote jate haste aate

Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Shaan parvat digar dekho
Jo dekhana ho zameen pe zanat
To oliya ke mazzar dekho

Jo shah mola alin pai
Wafa to utha na jisme sarvat
Jo phele kalkutta jaante hai
Vahi bana hai mazar ekhat
Lakab jo mafir hai inhika
Hawa mein jinko sambhalte dekha
Inhi ko kalkutte wali rani ne
Saap dariya pe chalte dekha

Yeh shaan nizam murham puri hai
Zameene lathi jo gaad di hai
Utawali ek nadi ko dekho
Ki aaj tak jo bhi bha rahi hai
Jo lakhpur aaye taz baba
To saathir rahmato ke badal
Azib pagal the phele duniya
Samjh rahe the inhi ko pagal
Jilaya ek murda jaanvar ko
Chalai thi vaar ek nazar se
Fir phele duniya ne sir jhukaya
Mafi mangi khuda ke dar se

Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Shaan parvat digar dekho
Chalo ziarat ko ahi-e-imaan
Shaan parvat digar dekho
Jo dekhana ho zameen pe zanat
To oliya ke mazzar dekho.

More songs lyrics from Ziarat Gahe Hind.