Chali Saat Phere Lekar Lyrics

"Chali Saat Phere Lekar" lyrics from Roshni sung by alka yagnik, hariharan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by ibrahim ashq

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Chali Saat Phere Lekar Lyrics


Saajana mere saajana
Saajana mere saajana
Chali saat phere lekar
Saat samandar paar
Chali saat phere lekar
Saat samandar paar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Saajana mere saajana
Saajana mere saajana

Dukh ke lamhein
Bheegi aankhein
Yaad aaye apno ki baate
Kisko dil ka haal sunaye
Kaise kaate lambi raate
Bandh huye sab dwaar
Chali saat phere lekar
Saat samandar paar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Saajana mere saajana
Saajana mere saajana

Beti paraye ghar jaati hain
Lekin ek pardesh mein aayi
Anjaane hain log jahan par
Ghor andhera aur tanhaai
Charon taraf deewaar
Chali saat phere lekar
Saat samandar paar
Chali saat phere lekar
Saat samandar paar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Leke sajan ka pyaar
Saajana mere saajana
Saajana mere saajana.

More songs lyrics from Roshni.