Chal Aaj Ke Din Raat Ka Lyrics

"Chal Aaj Ke Din Raat Ka" lyrics from Jeeva sung by asha bhosle, suresh wadkar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by gulzar (sampooran singh kalra)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chal Aaj Ke Din Raat Ka Lyrics


Chal aaj din raat ka wada karle
Chal aaj din raat ka wada karle
Ek ke bad abhi nahin
Do ke baad kabhi nahin
Ek ke bad abhi nahin
Do ke baad kabhi nahin
Is bat ka wada karle

Chal la la la la
Chal aaj ke din raat ka wada karle
Ek ke bad abhi nahin
Do ke baad kabhi nahin
Ek ke bad abhi nahin
Do ke baad kabhi nahin
Is bat ka wada karle
Chal aaj ke din raat ka wada karle
Chal chal aaj ke din
Rat ka wada karle

Abhi yaha hoon abhi kaha hoon
Mera pata na thikana hain
Are abhi yaha hu abhi kaha hoon
Mera pata na thikana hain

Ho jaha kahi ho dil mein wahi ho
Baki to bhawra bahana hain
Apni bhi te sajni bite shadi karle
Chal aaj ke din raat ka wada karle
Chal aaj ke din raat ka wada karle

Jaisa kahenge waisa karenge
Kismat mein likhi gulami hain
Are jaisa kahenge waisa karenge
Kismat mein likhi gulami hain

Ho achha karoge achha bharoge
Kismat tumhari banani hain
Are mandap bhi hain pandat bhi hain
Shadi karle
Chal aaj ke din raat ka wada karle
Chal aaj ke din raat ka wada karle

Ek ke bad abhi nahin
Do ke baad kabhi nahin
Ek ke bad abhi nahin
Do ke baad kabhi nahin
Is baat ka wada karle
Chal aaj ke din raat ka wada karle
Chal aaj ke din raat ka wada karle.

More songs lyrics from Jeeva.