Chahe Solon Mein Jala Do Lyrics

"Chahe Solon Mein Jala Do" lyrics from Allah Rakha sung by mohammed aziz and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Chahe Solon Mein Jala Do Lyrics


Duniya ke rokne se
Nakam nahin hote
Dolat ke liye do dil nilam
Nahin hotechahe solo mine
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Pyar mita na sakoge
Kitana hi jor laga lo
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Pyar mita na sakoge
Kitana hi jor laga lo

Jalta nahin jalane se
Bhujata nahin bhujane se
Jalta nahin jalane se
Bhujata nahin bhujane se
Kharida ja na sake
Jo pyar hai wo farista hai
Khel jismo ka nahin hai
Pyar ruho ka rishata
Pyar ruho ka rishata
Chahe parwat se gira do
Chahe suli pe chada do
Chahe parwat se gira do
Chahe suli pe chada do
Pyar mita na sakoge
Kitana hi jor laga lo
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Pyar mita na sakoge
Kitana hi jor laga lo

Koi sitam jab karta hain
Jazbaa aur ubharta hain
Koi sitam jab karta hain
Jazbaa aur ubharta hain
Chahe ghar aagan chhute
Zamana chahe ruthe
Sans sine mein jab tak
Pyar ki dor na tute
Ho chahe ghar aagan chhute
Zamana chahe ruthe
Sans sine mein jab tak
Pyar ki dor na
Tute na tute na tute

Deewaro mein chunwa
Do chahe miti mein mila do
Deewaro mein chunwa
Do chahe miti mein mila do
Pyar mita na sakoge
Kitana hi jor laga lo
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Chahe solo mein jala do
Chahe dariya mein baha do
Pyar mita na sakoge
Kitana hi jor laga lo.

More songs lyrics from Allah Rakha.