Caravan Lyrics

"Caravan" lyrics from Hello sung by shafqat amanat ali khan and music directed by sajid ali, wajid ali and composed by sajid ali, wajid ali and lyrics written by jalees sherwani

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Caravan Lyrics


Raat simti jaayegi aur
Chaand behata jaayega
Bas raat ke hum musaafir hai yahaan
Khwaab badhate jaayenge aur
Umr ghatati jaayegi
Har lamha tut ta hai aasmaan
Leke chala jaane kahaan
Yeh ajanabi
Caarvaan caarvaan caarvaan
Yeh ajanabi
Caarvaan caarvaan caarvaan
Raat simti jaayegi aur chaand behata jaayega
Bas raat ke hum musaafir hai yahaan
Leke chala jaane kahaan
Yeh ajanabi
Caarvaan caarvaan caarvaan
Yeh ajanabi
Caarvaan caarvaan caarvaan

Kaisi khushi hai
Kaisa yeh ghum hai
Kaisi saja hai
Kyun mili hai zindagi
Par toh lage hai
Udate nahi hai
Jab kuchh nahi hai
Kyun saji hai roshani
Shola jaga diya lekar hawa
Aisa jahaan tera abb
Bataade tu bataade ai khuda
Caarvaan caarvaan caarvaan
Caarvaan caarvaan caarvaan

Kiska gagan hai
Kiski zameen hai
Kisko pata hai kyun lagi hai aag si
Rehana yahi hai
Chalana yahin hai
Thoda safar hai
Kyun magar hai bebasi
Sabko kahaan mila dil ka silaa

Aisa jahaan tera abb
Mitaade tu jalaade ai khuda
Raat simti jaayegi aur
Chaand behata jaayega
Bas raat ke hum musaafir hai yahaan
Leke chala jaane kahaan
Yeh ajanabi caarvaan caarvaan caarvaan
Caarvaan caarvaan caarvaan
Caarvaan caarvaan caarvaan.

More songs lyrics from Hello.