Bura Na Mano Yaar Dosti Yaari Me Lyrics

"Bura Na Mano Yaar Dosti Yaari Me" lyrics from Aadmi Sadak Ka sung by anuradha paudwal, deven verma, mohammed rafi and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by verma malik

Lyricist(s):
Music Director(s):

Bura Na Mano Yaar Dosti Yaari Me Lyrics


Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Masti me kuch kahta hai kahta hai
Chahe gali deta hai deta hai
Gali me hai pyar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me

Har baat ko napo tolo
Bhai har baat ko napo tolo
Jis baat ko tum na samjho
Wo baat kabhi na bolo
Wo baat kabhi na bolo
Bhai wo baat kabhi na bolo
Us baat ki kimat jano
Jo baat zuba pe aaye
Jo baat banane aaye hai
Wo baat bigad na jaye
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me

Dete rahe humko dhokha
Tum pyar ka hath badha ke
Pyar ka hath bhada ke
Bhai pyar ka hath badha ke
Tum dono bade chor nikle
Hamare dil ka chain churake
Dil ka chain churake
Bhai dil ka chain churake
Tum kya jano hai kya
Kya dil me arman hamare
Hum badle sabhi chukaye
Jitne ehsan tumhare
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Lo hum bhi hai taiyar dosti yaari me

Advance das hazaar dosti yaari me
Lo badla hai sansar dosti yaari me
Beda hua hai par dosti yaari me
Beda hua hai par dosti yaari me.

More songs lyrics from Aadmi Sadak Ka.