Buddha Tha Paisa Wala Lyrics

"Buddha Tha Paisa Wala" lyrics from Garibi Hatao sung by birbal, mahendra kapoor, preeti bala and music directed by sharda rajan iyengar and composed by sharda rajan iyengar and lyrics written by r.k. middha

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Buddha Tha Paisa Wala Lyrics


Budha tha paisa wala
Gale mein aisa dala
Budha tha paisa wala
Gale mein aisa dala
Budhe ne le li meri jaan
Haye re main ho gayi kurbaan
Budha tha paisa wala
Gale mein aisa dala
Budhe ne le li meri jaan
Haye re main ho gayi kurbaan

Lutiya dubake hosh
Mein aaye to kya hua
Lutiya dubake hosh
Mein aaye to kya hua
Hamko rulake aansu
Bahaye to kya hua
Lutiya dubake hosh
Mein aaye to kya hua

Main to teri hu
Jagjayi bachale mujhe
Ho bachale mujhe
Is musibat se
Jaldi chhuda le mujhe
Ho chhuda le mujhe
Main to teri hu
Jagjayi bachale mujhe
Ho bachale mujhe
Is musibat se jaldi
Chhuda le mujhe
Ho chhuda le mujhe

Maya meri jaana
Tu na ghabrana
Tere mere pyar ko
Kya rokega jamana
Tod ke sar buddhe ka
Tujhko le jayega deewana
Tod ke sar buddhe ka
Tujhko le jayega deewana
Maya meri jana
Tu na ghabrana
Tere mere pyar ko
Kya rokega jamana
Tod ke sar buddhe ka
Tujhko le jayega deewana
Tod ke sar buddhe ka
Tujhko le jayega deewana

Hum hai buddhe hai
To kya hua dilwale hai
Hum hai buddhe hai
To kya hua dilwale hai
Hame chado chado
Tere chahne wale hai
Hum hai buddhe hai
To kya hua dilwale hai

Na banne dunga joru dhanwan ki
Ye ladai hai buddhe ki or jawan ki
Ye ladai hai buddhe ki or jawan ki
This fight is between
Young man and old man
This fight is between
Young man and old man
Ye ladai hai buddhe ki or jawan ki.

More songs lyrics from Garibi Hatao.