Brindavan Ki Kunj Lyrics

"Brindavan Ki Kunj" lyrics from Bandhan sung by lata mangeshkar and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Brindavan Ki Kunj Lyrics


Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya
Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Bhor bhaye jamuna tat jaye
Sanjh bhaye ghar aaye
Bhor bhaye jamuna tat jaye
Sanjh bhaye ghar aaye
Jab jab ter sune murli ki
Chit ut dodh lagaye
Jab jab ter sune murli ki
Chit ut dodh lagaye
Nindiya me bhi soye soye
Sune shyam ki bansuriya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Khoyi khoyi brij ki bala
Jape shyam naam ki mala
Khoyi khoyi brij ki bala
Jape shyam naam ki mala
Sapne hi me darash
Dikha do banwari nand ke lala
Sapne hi me darash
Dikha do banwari nand ke lala
Apne charno hi me rakho
Krishan murari sawariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya

Brindavan ki kunj galin me
Dole radha banwariya
Jane kaun kiya hai jadu
O jadugar sawariya.

More songs lyrics from Bandhan.