Botal (Title) Lyrics

"Botal (Title)" lyrics from Botal sung by indeep bakshi and music directed by indeep bakshi and composed by indeep bakshi and lyrics written by indeep bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Botal (Title) Lyrics


We don’t stop,
Till we drop,
& we do it all night,

We don’t stop,
Till we drop,
& we do it all night,

We don’t stop,
Till we drop,
& we do it all night,

We don’t stop,
Till we drop,
& we do it all night,

Iss botal ko main kya naam du,
Naam du..
Issko banane wale ko inaam du,
Inaam du..
Jo tumne aaj mujhko yu pilaa diya,
Pilaa diya,
Kaha se tha main aaya ye bhula diya,

Indeep bakshi..

Iss botal ko main kya naam du,
Naam du..
Issko banane wale ko inaam du,
Inaam du..
Jo tumne aaj mujhko yu pilaa diya,
Pilaa diya,
Kaha se tha main aaya ye bhula diya,

Jhooth nahi main bolunga main,
Sach ka pujari hu,
Iss sharbat banane wale ka,
Bhut aabhari hu,

Jhooth nahi main bolunga main,
Sach ka pujari hu,
Iss sharbat banane wale ka,
Bhut aabhari hu,

Sufi walo ko mera ye paigam hai,
Paigam hai..
Bin peeye tera jeene ka kya kaam hai,
Kya kaam hai..

Sufi walo ko mera ye paigam hai,
Paigam hai..
Bin peeye tera jeene ka kya kaam hai,
Kya kaam hai..

Baari barsi khatan gaya si,
Khat ke leyanda hotel nu,

Baari barsi khatan gaya si,
Khat ke leyanda hotel nu,
Oh bhangra taan sajjda,
Bhangra taan sajjda,
Je nachan saare laake mooh,
Hun botal nu,

Botal nu..botal nu,
Botal nu..
Bottle bottle bottle bottle bo bo bo..

Iss botal ko main kya naam du,
Naam du..
Issko banane wale ko inaam du,
Inaam du..
Jo tumne aaj mujhko yu pilaa diya,
Pilaa diya,
Kaha se tha main aaya ye bhula diya,

Mere din ki shuruat ho,
Toh daaru ke saath ho,
Bass yaaro ka saath,
Fir darne ki kya baat,

Ab tak to main sufi tha,
Par ab bigad gaya hu main,
Jeene ka bass ek hai motive,
Ye bottle na choru main,

Meri gaadi chalti speed mein,
Mujhe rokta na koi bheed mein,
Meri vip entry..
Sohni sohni kudiyan meri seat pe,

Yaar dost hain milenge saath,
Piyenge daaru banegi baat,
Peeke kudiyan hongi set,
Karenge maze lagale bet,

Daaru peene ka hai bahaana,
Bahana..
Nashe mein jhume ye zamana,
Zamana,
Apne liye daaru hai bass paani,
Bass paani,
Sunle tu aa meri kahani,
Kahani,

Neend na aaye raaton mein,
Lagi daaru ki bimari,
Chhote peg se kaam ni banta,
Pee jaun botal saari,

Neend na aaye raaton mein,
Lagi daaru ki bimari,
Chhote peg se kaam ni banta,
Pee jaun botal saari,

Iss botal ko main kya naam du,
Naam du..
Issko banane wale ko inaam du,
Inaam du..
Jo tumne aaj mujhko yu pilaa diya,
Pilaa diya,
Kaha se tha main aaya ye bhula diya,

Iss botal ko main kya naam du,
Naam du..
Issko banane wale ko inaam du,
Inaam du..
Jo tumne aaj mujhko yu pilaa diya,
Pilaa diya,
Kaha se tha main aaya ye bhula diya,

More songs lyrics from Botal.