Bom Bom Bombay Meri Hai Lyrics

"Bom Bom Bombay Meri Hai" lyrics from Rakhwala sung by amit kumar and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Bom Bom Bombay Meri Hai Lyrics


Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bombay meri hai
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bombay meri hai
Jamke bajao band baja
Main to hoon yaro bombay ka raja
Jamke bajao band baja
Main to hoon yaro bombay ka raja
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bombay meri hai

Futpath pe rahne wala
Andhero ka main hoon uajala
Futpath pe rahne wala
Andhero ka main hoon uajala
Main na kisi se daru
Rashte ka dance karu
Aaj mere sath jhum ke gale
Ek do teen char panch che
Sat aath no das gyarah
Barah terah
Ek do teen char panch che
Sat aath no das gyarah
Barah terah
Main to karu logo se pyar besumar
Sara jamana mera yar
Main to karu logo se pyar besumar
Sara jamana mera yar
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bombay meri hai
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bom
Bom bom bombay meri hai

Beimano ki pol khol doon
Sachai main khul ke bol doon
Beimano ki pol khol doon
Sachai main khul ke bol doon
Subah yahi sham yahi katrta hu kam yahi
One two ka four four two ka one
Eye ji o ji
Eye ji o ji lo ji suno ji main hoon manmauji
Karta hoon main jo tum bhi karo ji
One two ka four four two ka one
My name is lakhan
My name is lakhan
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bombay meri hai
Jamke bajao band baja
Main to hoon yaro bombay ka raja
Jamke bajao band baja
Main to hoon yaro bombay ka raja
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bombay meri hai
Tak dhina dhin tak dhina dhin ye na teri hai
Bom bom bom bombay meri hai.

More songs lyrics from Rakhwala.