Bolliyan Lyrics

"Bolliyan" lyrics from Babia sung by sajjad ali

Singer(s):

Bolliyan Lyrics


Takrar nahi karte
Takrar nahi karte
Jab koi pyar kare
Inkar nahi karte
Jab koi pyar kare
Inkar nahi karte

Dariyahon ke dhare hain
Dariyahon ke dhare hain
Mano ya na mano
Dil se tumhare hai
Mano ya na mano
Dil se tumhare hai

Us des main jana hai
Us des main jana hai
Tum ko akale main kahi
Yeh geet sunnana hai
Tum ko akalay main kahi
Yeh geet sunnana hai

Jazbat nahi karti
Jazbat nahi karti
Roze lagana valyan kabi pyar nahi karti
Roze lagana valyan kabi pyar nahi karti

Mausam pay nazar rakna
Mausam pay nazar rakna
Barish may tanha bheegkar
Aanchal ki khabar rakna
Barish may tanha bheegkar
Aanchal ki khabar rakna

Inkar nahi karna
Inkar nahi karna
Meri yeh adoori nishani
Barbad nahi karna
Meri yeh adoori nishani
Barbad nahi karna

Takrar nahi karte
Takrar nahi karte
Jab koi pyar kare
Inkar nahi karte
Jab koi pyar kare
Inkar nahi karte.

More songs lyrics from Babia.