Boliyan Bhangra Lyrics

"Boliyan Bhangra" lyrics from Mehndi sung by asha bhosle, mahendra kapoor and music directed by mohammed zahur khayyam and composed by mohammed zahur khayyam and lyrics written by verma malik

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Boliyan Bhangra Lyrics


Boliya bhangda mahiya tappe
Chahe gaye kawali
Boliya bhangda mahiya tappe
Chahe gaye kawali
Mukabla kare mujhse
Mukabla kare mujhse
Are hai koi himmat wali
Mukabla kare mujhse
Are hai koi himmat wali
Mukabla kare mujhse

Ho main akeli kafi hu
Chahe le aa sari barat
Ho main akeli kafi hu
Chahe le aa sari barat
Mukabla tu kya kare
Mukabla tu kya kare
Hai teri kya oukat
Mukabla tu kya kare
Hai teri kya oukat
Mukabla tu kya kare

Dekh ke teri bhari jawani
Dhadak utha hai sina
Dekh ke teri bhari jawani
Dhadak utha hai sina
Tu kanch ke gilash jaisi
Tu kanch ke gilash jaisi
Pani tere hatho se pina
Tu kanch ke gilash jaisi
Pani tere hatho se pina
Tu kanch ke gilash jaisi
Tab to pyase hi rahoge

Meri jawani ka darshan
Koi payega kismat wala
Meri jawani ka darshan
Koi payega kismat wala
Ke tere jaise kayi majnu
Ke tere jaise kayi majnu
Mere naam ki fere mala
Ke tere jaise kayi majnu
Mere naam ki fere mala
Ke tere jaise kayi majnu
Haye meri laila

O soniye rang mehandi ka banke main
Hatho pe rahunga bichke
Rang mehandi ka banke main
Hatho pe rahunga bichke
Lagaye jo tu ankhiyo mein
Lagaye jo tu ankhiyo mein
Ban jau surma pis pis ke
Lagaye jo tu ankhiyo mein
Ban jau surma pis pis ke
Lagaye jo tu ankhiyo mein
Are chal chal

Chadti dhup hai rup mera
Or zulf suhani sham
Chadti dhup hai rup mera
Or zulf suhani sham
Ke chand meri kare nokri
Ke chand meri kare nokri
Aur tare kare salam
Ke chand meri kare nokri
Aur tare kare salam
Ke chand meri kare nokri
Oye nokar hi rakhlo

O sadke ha kamar teri yu lachke jaise
Ho phoolo ki dali
Ha kamar teri yu lachke jaise
Ho phoolo ki dali
Ke hak mera tujhpe bane
Ke hak mera tujhpe bane
Tu hai mere yaar ki sali
Ke hak mera tujhpe bane
Tu hai mere yaar ki sali
Ke hak mera tujhpe bane

Yaha na teri dal gale
Sun o deewane chhore
Yaha na teri dal gale
Sun o deewane chhore
Kuwari kanya pe
Kuwari kanya pe kyu dale ishk ke dore
Kuwari kanya pe kyu dale ishk ke dore
Kurari kanya pe haye

Ho goriye ho dil apna kharirat mein dede
Main hu mast kalandar
Dil apna kharirat mein dede
Main hu mast kalandar
Ho leke tujhe udjaunga
Ho leke tujhe udjaunga
Main to chir ke sat samundar
Ho leke tujhe udjaunga
Main to chir ke sat samundar
Ho leke tujhe udjaunga
Ho chal soniye chal.

More songs lyrics from Mehndi.