Birha Ki Aag Lagi More Man Mein Lyrics

"Birha Ki Aag Lagi More Man Mein" lyrics from Deccan Queen sung by surendra nath and music directed by pransukh nayak gadgil and composed by pransukh nayak gadgil and lyrics written by zia sarhadi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Birha Ki Aag Lagi More Man Mein Lyrics


Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein

Tujh bin ji kar shok manana
Tujh bin ji kar shok manana
Nish din jalna ashk bahana
Nish din jalna ashk bahana
Raat kate nain na lage
Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein

Chhayi badariya kari kari
Phool khila dari dari
Pyar ke bina pyar ki rate
Pyar ke bina pyar ki rate
Koyal kukat ban mein
Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein.

More songs lyrics from Deccan Queen.