Bikhar Gayee Lyrics

"Bikhar Gayee" lyrics from Pranali: The Tradition sung by madhushree and music directed by kailash kher, naresh kamath, paresh kamath and composed by kailash kher, naresh kamath, paresh kamath and lyrics written by anil pandey

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Bikhar Gayee Lyrics


Bikhar gayi meri moti jaise aabru
Koyi bataaye main iss duniya ka kya karu

Main dard bhi hoon, pukaar bhi hoon
Main dard bhi hoon, pukaar bhi hoon
Main janani hoon, main hoon devi
Main janani hoon, main hoon devi
Main shakti hoon, lachaar bhi hoon
Koyi jhaank toh le mere aankhon mein
Koyi jhaank toh le mere aankhon mein

Sabhya samaaj ki daadaagiri hai
Jazbaaton ki saudaagiri hai
Sabhya samaaj ki daadaagiri hai
Jazbaaton ki saudaagiri hai
Jabse haan yeh duniya bani hai
Laaj sharam par bijali giri hai
Jism saje hai duniya ke baajaar mein
Jism saje hai duniya ke baajaar mein
Sukh gaye dil abb saare sansaar mein
Koyi bhaanp toh le meri baaton mein
Koyi bhaanp toh le meri baaton mein
Main pyaar bhi hoon, khumaar bhi hoon
Main pyaar bhi hoon, khumaar bhi hoon
Main janani hoon, main hoon devi
Main janani hoon, main hoon devi
Main shakti hoon, lachaar bhi hoon
Koyi jhaank toh le mere aankhon mein
Koyi jhaank toh le mere aankhon mein
Koyi jhaank toh le mere aankhon mein
Koyi jhaank toh le mere aankhon mein.

More songs lyrics from Pranali: The Tradition.