Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Lyrics

"Bichhuwa More Sajna Ka Pyar" lyrics from Radha Ka Sangam sung by lata mangeshkar, suresh wadkar and music directed by anu malik and composed by anu malik

Music Director(s):
Composer(s):

Bichhuwa More Sajna Ka Pyar Lyrics


Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar sajna ka pyaar
Dankha jo mare laage kataar
Bichhuwaa mori sajni ka pyaar
Sajni ka pyaar sajni ka pyaar
Dankha jo mare laage kataar
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar

Rome rome pe naam likha hai
Dekha jaa aake shyam likha hai
Rome rome pe naam likha hai
Dekha jaa aake shyam likha hai
Karati hoon mein intazaar
Ho o o ho o o ho o o
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar sajna ka pyaar
Dankha jo mare laage kataar
Bichhuwaa mori sajna ka pyaar
Sajni ka pyaar

Dil patthar ka roke rahega
Radha ka sangam ho ke rahega
Dil patthar ka roke rahega
Radha ka sangam ho ke rahega
Mujhko to hai aitbaar
Ho o o ho o o ho o o
Bichhuwaa mori sajni ka pyaar
Sajni ka pyaar sajni ka pyaar
Dankha jo maare laage kataar
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar

Ban gayi ankhiyan ganga jamuna
Mushkil hai aansooan ka tamanna
Ban gayi ankhiyan ganga jamuna
Mushkil hai aansooan ka tamanna
Ghum hai mujhe beshumaar
Ho o o ho o o ho o o
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajna ka pyaar sajna ka pyaar
Dankha jo mare laage katar

Bichhuwaa
Bichhuwaa more sajna ka pyaar
Sajni ka pyaar.

More songs lyrics from Radha Ka Sangam.