Bhiya Mere Fauji Re Lyrics

"Bhiya Mere Fauji Re" lyrics from Tulsi sung by anuradha paudwal, jaspal singh and music directed by ravindra jain and composed by ravindra jain and lyrics written by ravindra jain

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bhiya Mere Fauji Re Lyrics


Hamar fauji hamar bhaiya
Bhaiya mere fauji re
Re bhaiya mere fauji re
Tohe fauj mein rona tha
Tohe fauj mein rona tha
To kahe laya bahuji re
Ho tu hain manmauji re
Tohe sidha karne ko
Tohe sidha karne ko
Main laya teri bahuji re
Main laya teri bahuji re

Tumhare jatan se
Hamne ye angana paya
Tumhare jatan se
Hamne ye angana paya
Jeevan bhar na utrega
Tumne jo karz chadaya
Jeevan bhar na utrega
Tumne jo karz chadaya
Likhe hue nate hain
Sab likhe hue nate hain
Kuch log milane ka
Ho kuch log milane ka
Bahana ban jate hain
Bahana ban jate hain

Is angana mein
Bani rahe tulsi ki chaya
Is angana mein
Bani rahe tulsi ki chaya
Bahuji tumne to do hi din mein
Palti ghar ki kaya
Bahuji tumne to do hi din mein
Palti ghar ki kaya
Man yahi mange parbhu se
Man yahi mange parbhu se
Ram lakshman ki jodi ko
Dono bhaiyo ki jodi ko
Najar nahi lage re
Najar nahi lage re

Bhaiya o bhaiya
Bahuji ko na bisrana
Bhaiya o bhaiya
Bahuji ko na bisrana
Dusman ki chhuti karke
Tum jaldi ghar aa jana
Dusman ki chhuti karke
Tum jaldi ghar aa jana
Hame ab kya dar hain
Hame ab kya dar hain
Jab bahuji ki raksha ko
Jab bahuji ki raksha ko
Re tere jaisa dewar hain
Re tere jaisa dewar hain
Sara jag apna hain
Sara jag apna hain
Par un ko na tarsana
Par un ko na tarsana
Jin akho ka tu sapna hain
Jin akho ka tu sapna hain.

More songs lyrics from Tulsi.