Bharosa Kar Liya Jis Par Lyrics

"Bharosa Kar Liya Jis Par" lyrics from Prabhat sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by naqsh lyallpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bharosa Kar Liya Jis Par Lyrics


Bharosa kar liya jis par
Bharosa kar liya jis par
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi manzil dikhakar
Kabhi manzil dikhakar
Roshani ne humko luta hai
Roshani ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Sitam is baat ka hai
Sitam is baat ka hai
Zindagi ne humko luta hai
Zindagi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Tumhare sahar ki ha aa
Tumhare sahar ki
Ek ek gali ne humko luta hai
Har gali ne humko luta hai
Bharosa kar liya jis par
Usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai.

More songs lyrics from Prabhat.