Bhang Ne Rang Jamaya Lyrics

"Bhang Ne Rang Jamaya" lyrics from Paap Ki Aandhi sung by amit kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Bhang Ne Rang Jamaya Lyrics


Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Main kaisa ban gaya
Main waisa ban gaya
Main kaisa ban gaya
Main waisa ban gaya
Jaisa is duniya ne banaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya

Pahle hi ragde mein
Dekh tamasha pyare
Pahle hi ragde mein
Dekh tamasha pyare
Sar pe rakh ke pauv
Bhag gaye gam sare
Bhag gaye gam sare
Bhul gaya main sab kuch
Naam bhi yaad na aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya

Dharti uth gayi upar
Ambar gir gaya niche
Dharti uth gayi upar
Ambar gir gaya niche
Sidha swag mein pahucha
Apni ankhiya miche
Apni ankhiya miche
Main pariyo ke desh se
Lekin wapas kaise aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya

Maine thodi peekar
Tisri aankh jo kholi
Maine thodi peekar
Tisri aankh jo kholi
Mang le jo tu chahe
Ye duniya mujhse boli
Duniya mujhse boli
Thik se mujhko yaad nahin
Maine kya farmaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Main kaisa ban gaya
Main waisa ban gaya
Main kaisa ban gaya
Main waisa ban gaya
Jaisa is duniya ne banaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya
Bhang ne rang jamaya
Peeke sang samajh mein aaya.

More songs lyrics from Paap Ki Aandhi.