Bhalaa Kisi Ki Mohhabbat Lyrics

"Bhalaa Kisi Ki Mohhabbat" lyrics from Mehfil sung by ghulam abbas and music directed by ghulam abbas and composed by ghulam abbas

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bhalaa Kisi Ki Mohhabbat Lyrics


Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine

Tamaam umra ki khushiyan
Us ashq par kurbaan
Tamaam umra ki khushiyan
Us ashq par kurbaan
Jo teri yaad mein chhup
Kar baha diya maine
Jo teri yaad mein chhup
Kar baha diya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine

Main khud parast bhala
Bandagi ko kya jaanu
Main khud parast bhala
Bandagi ko kya jaanu
Bandagi ko kya jaanu kya jaanu
Main khud parast bhala
Bandagi ko kya jaanu
Jahaan bhi tumne kahaan
Sar juka liya maine
Jahaan bhi tumne kahaan
Sar juka liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine

Shamin unse nigaahein
Mila hi aakhir
Shamin unse nigaahein
Mila hi aakhir
Ke bijalio ko nashemann
Bana liya maine
Ke bijalio ko nashemann
Bana liya maine
Ke dosto ko bhi dushman
Bana liya maine
Bhalaa kisi ki mohhabbat
Mein kya liya maine.

More songs lyrics from Mehfil.