Beete Lamhein Lyrics

"Beete Lamhein" lyrics from The Train: Some Lines Shoulder Never Be Crossed sung by krishnakumar kunnath (k.k) and music directed by mithoon sharma and composed by mithoon sharma and lyrics written by sayeed quadri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Beete Lamhein Lyrics


Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Beete lambheinnnnn

Chand lambhaat
Ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili
Thi mujhe zindagi
Chand lambhaat
Ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili
Thi mujhe zindagi

Teri aagosh din the mere kate
Teri baaahon mein thi
Mere raatien kati
Ooooooooo oo

Aaj bhi jab woh pal
Mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko
Bhoola jate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai

Beete lambheinnnnn

Mere kandhein mein
Sar ko jukana tera
Mere sene mein khud
Ko chupana teraa
Mere kandhein mein
Sar ko jukana tera
Mere sene mein khud
Ko chupana teraa

Aake mere panaho
Mein shaam o seher
Kanch ki trah
Woh tut jana tera

Ooooooooo oo

Aaj bhi jab woh
Manzar nazar aate hai
Dil ki viraniyon ko
Mita jate hai

Dard mein bhi yeh
Lab muskura jaate hai
Beet lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beet lambhein humein
Jab bhi yaad aate hai

Beete lambheinnnnn
Dard mein beete lambheinnnnn
Dard mein beete lambheinnnnn.

More songs lyrics from The Train: Some Lines Shoulder Never Be Crossed.