Bedardi Balma Tujhko Lyrics

"Bedardi Balma Tujhko" lyrics from Arzoo sung by lata mangeshkar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by hasrat jaipuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Bedardi Balma Tujhko Lyrics


Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai

Kabhi ham sath gujare
Jin sajili rehgujaro se
Fiza ke bhes me girte
Hain abb patte chanaro se
Yeh rahe yaad karti hain
Yeh gulshan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai

Koyi jhonka hawa ka jab
Mera aanchal udata hai
Guman hota hai jaise tu
Mera daman hilata hai
Kabhi chuma tha jo tune
Woh daaman yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai

Woh hi hain jhil ke mandar
Woh hi kirno ki barsate
Jaha ham tum kiya karte
The paharo pyar ki bate
Tujhe iss jheel ka kamosh
Darpan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai
Barasta hai jo aankho se
Woh sawan yaad karta hai
Bedardi balma tujhko
Mera mann yaad karta hai.

More songs lyrics from Arzoo.