Barson Purana Yeh Yaarana Lyrics

"Barson Purana Yeh Yaarana" lyrics from Hera Pheri sung by kishore kumar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):

Barson Purana Yeh Yaarana Lyrics


Dushman na kare
Dost ne wo kaam kar diya
Ki dosti ke naam ko
Badnaam kar diya

Barson purana yeh
Yaarana ik pal me kyon toota
Ik pal mein kyon toota
Yaar mere yaar mere
Yaar mere tu aise rootha
Jaise mera rabh rootha
Jaise mera rabh rootha
Ho barson purana yeh
Yaarana ik pal me kyon toota
Ik pal mein kyon toota

Tera jahan bhi gira pasina
Maine khoon bahaya
Tera jahan bhi gira pasina
Maine khoon bahaya
Tera lahoo bana kyon paani
Yeh kaisa din aaya
Wo teri dosti
Wo teri dosti thi meri zindagi
Banke poojari pyar ka
Tune yaar ka mandir loota
Jaise mera rabh rootha
Ho barson purana yeh
Yaarana ik pal me kyon toota
Ik pal mein kyon toota

Laheron par jo mittey
Lakirey joothi kasme saari
Laheron par jo mittey
Lakirey joothi kasme saari
Dekhi maine yaar
Ki jhooti yaari
Yeh situm kya hua
Yeh situm kya hua
Kya lagi bad dua
Jism se jaise jaan juda ho
Saath tera yun chootha
Jaise mera rabh rootha
Ho barson purana yeh
Yaarana ik pal me kyon toota
Ik pal mein kyon toota
Yaar mere tu aise rootha
Jaise mera rabh rootha
Jaise mera rabh rootha.

More songs lyrics from Hera Pheri.