Bansuri Yeh Bansuri Lyrics

"Bansuri Yeh Bansuri" lyrics from Sahibaan sung by hariharan and music directed by hariprasad chaurasia, shivkumar sharma and composed by hariprasad chaurasia, shivkumar sharma and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Bansuri Yeh Bansuri Lyrics


Bansuri yeh bansuri
Nahi bansuri
Yeh hain meri zindagi
Yeh hain meri zindagi
Bansuri ye bansuri nahi
Yeh hain meri zindagi
Yeh hain meri zindagi

Kabhi ruth jaye na ye
Kahi chhut jaye na ye
Kabhi ruth jaye na ye
Kahi chhut jaye na ye
Bas tut jate na ye
Parwah nahi mujhe aur
Kisi baat ki
Yeh hain meri zindagi
Yeh hain meri zindagi

Gaon mein mela badha
Logo ka rela badha
Par mein akela badha
Aayi nahi kabhi koi chithi
Mere naam ki
Yeh hain meri zindagi
Yeh hain meri zindagi

Dil hain na armaan hai
Ghar hain na saman hai
Dil hai na armaan hai
Ghar hai na saman hai
Ye meri pahchan hai
Pagal kahti hai mujhe
Ladhkiya gaon ki
Yeh hain meri zindagi
Yeh hain meri zindagi
Bansuri yeh bansuri
Nahi bansuri.

More songs lyrics from Sahibaan.