Banka Wah Sanam Lyrics

"Banka Wah Sanam" lyrics from Mehbooba sung by shamshad begum and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Banka Wah Sanam Lyrics


Baka wo sanam
Meri rok ke rahe
Dar ke nigahe
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Baka wo sanam
Meri rok ke rahe
Dar ke nigahe
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Re jadu kar gaya

Najro se takraye najar to
Dil ko bachana kaisa
Najro se takraye najar to
Najro se takraye najar to
Dil ko bachana kaisa
Apni to dunia hi badal gayi
Dil ko bachana kaisa
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Baka wo sanam
Meri rok ke rahe
Dar ke nigahe
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Re jadu kar gaya

Aan ke usne baki ada se
Sab kuch mera china
Aan ke usne baki ada se
Aan ke usne baki ada se
Sab kuch mera china
Dil me anokha dard utha
Ke mushkil kar diya jina
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Baka wo sanam
Meri rok ke rahe
Dar ke nigahe
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Re jadu kar gaya

Muh se kaise haye na nikle
Jan nahi kabu me
Muh se kaise haye na nikle
Muh se kaise haye na nikle
Jan nahi kabu me
Jis dil par mujhe naz tha
Wo lekar raha pahlu me
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Baka wo sanam
Meri rok ke rahe
Dar ke nigahe
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Jadu kar gaya
Re jadu kar gaya.

More songs lyrics from Mehbooba.