Bandh Lo Ghungroo Lyrics

"Bandh Lo Ghungroo" lyrics from Pathar Ke Insan sung by amit kumar, s. janaki (sishta sreeramamurthy janaki) and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Bandh Lo Ghungroo Lyrics


Bandh lo ghungroo nacho sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Bandh lo ghungroo nacho sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham

Tere rup ka meinre geet ka
Charcha ganv ganv mein
Payal kya hai ghungharu kya hai
Bijli bandh le panv mein

Tere rup ka meinre geet ka
Charcha ganv ganv mein
Payal kya hai ghungharu kya hai
Bijli bandh le panv mein
Chhan kara kam hone na paye
Jab tak gori dam mein dam

Bandh lo ghungroo nacho sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham

Maine nayi ek duniya dekhi
Jab se tere main sine lagi
Jeene ki himmat tune jaga di
Main to phir se jeene lagi

Maine nayi ek duniya dekhi
Jab se tere main sine lagi
Jeene ki himmat tune jaga di
Main to phir se jeene lagi
Ek taraf ye sari duniya
Ek taraf piya tum aur hum

Nacho sanam gao sanam
Sargham ban jaye duniya ka gham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham
Duniya kya hai jeevan kya hai
Sukh dukh ka hai ek sangham.

More songs lyrics from Pathar Ke Insan.