Banake Aaina Har Zakhm Lyrics

"Banake Aaina Har Zakhm" lyrics from Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Naghma sung by pankaj udhas and music directed by ali ghani and composed by ali ghani and lyrics written by mumtaz rashid

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Banake Aaina Har Zakhm Lyrics


Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina

Woh raagani hai woh nagma hai woh tarannum hai
Woh raagani hai woh nagma hai woh tarannum hai
Labon pe phool khile jab ne ghunghunun use
Labon pe phool khile jab ne ghunghunun use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina

Chamak raha hai ghazal dar ghazal wohi chehra
Chamak raha hai ghazal dar ghazal wohi chehra
Woh roshani hai to phir kis tarah chhupaun use
Woh roshani hai to phir kis tarah chhupaun use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina

Usi ki yaado ka hai naam zindagi raashid
Usi ki yaado ka hai naam zindagi raashid
Jo mujhse keh nahi paaya ki bhul jaao use
Jo mujhse keh nahi paaya ki bhul jaao use
Usi pe sher kahoon aur phir sunau use
Banake aaina har zakhm ko dikhao use
Banake aaina.

More songs lyrics from Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Naghma.