Ban Sakta Hai Taj Mahal Phir Lyrics

"Ban Sakta Hai Taj Mahal Phir" lyrics from Manzar Manzar sung by nina mehta, rajendra mehta and music directed by rajen bhoorey and composed by rajen bhoorey and lyrics written by surinder

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ban Sakta Hai Taj Mahal Phir Lyrics


Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain
Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain

Dil ke bhi jazbaat wohi hain
Ranjo ghum saugaat wahin hain
Har dil mein hain ishq ka tuffa
Pal pal sulage is mein armaan
Ab bhi mile jo pyar bhare dil
Dil ko jile woh raate jilmilla
Pyaar wohi hain pyas wohi hain
Wasle yaar ki aas wohi hain
Ishq ke aage dolat kya hain
Ishq ke aage dolat kya hain
Taj mahal ki kimat kya hain
Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain

Haa apne gurur ke khaatir
Ek shahi suruur ki khatir
Sahe jahan ne mujhe banaya
Prem nagar ka sapna sajaya
Tab se muhabbat ishq ki dolat
Den khuda ki pyaar mohabbat
Phir sahi farmaan woh kya the
Baemaani ke naan woh kya the
Ye bhi suna hain hath kataye
Ye bhi suna hain hath kataye
Dujha taj nahi ban paaye
Ban sakta hai taj mahal phir
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain

Zulm ki tum lagte ho nishani
Dard mein dubi ek kahani
Ek kabar par itna kharcha
Ek hi pyaar ka itana charcha
Bhookhe pet kahin sula kar
Bane ho kitane charaag bujha kar
Ab na banega dujha taaj
Ab na banega dujha taaj
Sun lo saho ke sartaaj
Ban sakta hai taj mahal phir
Chahane wale abhi bahot hain.

More songs lyrics from Manzar Manzar.