Ban Nahi Paya Jo Mera Lyrics

"Ban Nahi Paya Jo Mera" lyrics from Lafzz sung by hariharan and music directed by hariharan and composed by hariharan and lyrics written by mumtaz rashid

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ban Nahi Paya Jo Mera Lyrics


Ban nahi paya jo mera
Humsafar kehna use
Ban nahi paya jo mera
Humsafar kehna use
Main aaunga ab ke
Laut kar kehna use
Main aaunga ab ke
Laut kar kehna use
Ban nahi paya…

Umar jaise raaste ka
Bojh ke reh gayi
Umar jaise umar jaise
Umar jaise raaste ka
Bojh ke reh gayi
Kis kadar mehga pada
Hai yeh safar kehna use
Kis kadar mehga pada
Hai yeh safar kehna use
Ban nahi paya…

Jab wo bichhad tha to
Kahli haath ruksad kiya
Jab wo bichhad tha
Bichhad tha bichhad tha
Jab wo bichhad tha to
Kahli haath ruksad kiya
De gaya we sher kehne
Ka hunar kehna use
De gaya we sher kehne
Ka hunar kehna use
Ban nahi paya…

Pehle rasid saath chalne
Par use raazi karo
Pehle rasid saath chalne
Par use raazi karo
Phir hawao mein charago
Ka safar kehna use
Phir hawao mein charago
Ka safar kehna use
Ban nahi paya jo mera
Humsafar kehna use
Main aaunga ab ke
Laut kar kehna use
Ban nahi paya jo mera
Humsafar kehna use
Ban nahi paya.

More songs lyrics from Lafzz.