Ban Ke Nazar Lyrics

"Ban Ke Nazar" lyrics from Aasmaan sung by kishore kumar and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ban Ke Nazar Lyrics


Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta

Jaane kaisa hain ye afasana
Jaane kaisa aaya ye zamana
Jaane kaisa hain ye afasana
Jaane kaisa aaya ye zamana
Are tu bhi to anjaan hain
Are main bhi to anjaan hain
Tu bhi kuch hairaan hain
Main bhi kuch hairaan hain
Na jaane kaisi baate huyi
Tere mere darmiyaan
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta

Aisa lagata hain ye sitaare
Jaise karte hain kuch ishare
Aisa lagata hain ye sitaare
Jaise karte hain kuch ishare
Are na aankhon mein neend hain
Na dil mein karaar hain
Kyaa ho jaaye kyaa patta
Koi aitbaar hain
Ki ye umar puchhe ye raat
Uske sitam ye samma
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Ban ke nazar dil ki jubaa
Kehane lagi ik daasta
Hey ik daasta ho ho ik daasta.

More songs lyrics from Aasmaan.