Baitha Neeli Jheel Kinare Lyrics

"Baitha Neeli Jheel Kinare" lyrics from Kurbaan sung by anuradha paudwal, suresh wadkar and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Baitha Neeli Jheel Kinare Lyrics


Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Chanda ko aakash pukare

Aayi aayi aayi aayi mai aayi
Sara jamana chhod ke aai
Sab se naata tod ke aayi
Sab se naata tod ke aayi
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Sara jamana chhod ke aai
Sab se naata tod ke aayi
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare

Deewane hum deewane
Yun hi tadpke mar jaye
Mar jaye mar jaye mar jaye
Deewane hum deewane
Yun hi tadpke mar jaye
Maut hame manjur magar na
Hoke juda rah paye
Maut hame manjur magar na
Hoke juda rah paye
Jism ko jaan se is duniya ne
Koi na ab tak alag kiya re
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare

Banduko se talvaro se
Dilwale nahi darte hai
Angaro ki rah pe chalke
Pyar deewane karte hai
Karte hai karte hai karte hai
Banduko se talvaro se
Dilwale nahi darte hai
Angaro ki rah pe chalke
Pyar deewane karte hai
Koi kaise mare inko
Marke bhi na marte hai
Koi kaise mare inko
Marke bhi na marte hai
Haar gaya hai hamse jamana
Hum to jamane se nahi haare

Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare
Sara jamana chhod ke aai
Sab se naata tod ke aayi
Baitha neeli jheel kinare
Chanda ko aakash pukare.

More songs lyrics from Kurbaan.