Bairan Neend Na Aaye Lyrics

"Bairan Neend Na Aaye" lyrics from Chacha Zindabad sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Bairan Neend Na Aaye Lyrics


Bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye
Mohe bairan nind naa aaye
Mora jiya ghabaraye
Bairan nind naa aaye
Mohe bairan nind naa aaye

Suni padi meri palko ki galiya
Suni padi meri palko ki galiya
Kaun khilaye nindiya ki
Kaliya apne bhi hain paraye
Mohe bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye

Lakh jatan karu aankh naa lage
Lakh jatan karu aankh naa lage
So gain kushiya aur ghum
Jage ghayal man kit jaye
Mohe bairan nind naa aaye
Bairan nind naa aaye

Yad aaye jab pyar ki bate
Yad aaye jab pyar ki bate
Aur bhi lambi ho jaye rate
Bhor najar nahi aaye
Mohe bairan nind naa aaye
Mora jiya ghabaraye
Bairan nind naa aaye.

More songs lyrics from Chacha Zindabad.