Baharon Ka Yeh Mausam Lyrics

"Baharon Ka Yeh Mausam" lyrics from Mera Suhag sung by kishore kumar and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by ravi shankar sharma (ravi)

Singer(s):
Music Director(s):

Baharon Ka Yeh Mausam Lyrics


Baharon ka yeh mausam suhana
Baharon ka yeh mausam suhana
Baharon ka yeh mausam suhana
Ghum ghum gata jaaye dil
Mera pyar ka tarana
Ghum ghum gata jaaye dil
Mera pyar ka tarana
Baharon ka yeh mausam suhana
Baharon ka yeh mausam suhana

Yeh hansi badal muskurate hain
Yeh hansi badal muskurate hain
Pyar ke nagme gungunate hain
Rangin nazara hain
Dil yeh hamara hain
Teri adao ka nishana
Baharon ka yeh mausam suhana
Baharon ka yeh mausam suhana

Yeh jawa rahe yeh jawa mehfil
Yeh jawa rahe yeh jawa mehfil
Jaan ab apni hain kaha manzil
Armano ka hain dera lagta hain
Tera mera jaise ho pyar purana
Baharon ka yeh mausam suhana
Baharon ka yeh mausam suhana

In fazao mein aaj kho jaaye
In fazao mein aaj kho jaaye
Aao hum milkar ek ho jaaye
Gale se lag ja aise na kar sath
Laya hoon dil nazrana
Baharon ka yeh mausam suhana
Baharon ka yeh mausam suhana
Ghum ghum gata jaaye dil
Mera pyar ka tarana
Baharon ka yeh mausam suhana.

More songs lyrics from Mera Suhag.