Badnaam Mere Pyaar Lyrics

"Badnaam Mere Pyaar" lyrics from Andaz-E-Bayan sung by anup jalota and music directed by anup jalota and composed by anup jalota

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Badnaam Mere Pyaar Lyrics


Chasmein purnam kharid sakta hoon
Chasmein purnam kharid sakta hoon
Zulfe barham kharid sakta hoon
Tu agar apna bana le mujhko
Tera har gham kharid sakta hoon

Badnaam mere pyaar ka
Badnaam mere pyaar ka
Afsana hua hain
Badnaam mere pyaar ka
Afsana hua hain
Deewane hi kehate hain
Ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka
Afsana hua hain
Deewane hi kehate hain
Ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka
Afsana hua hain

Rishta thaa tabhi to
Kisi bedard ne toda
Rishta thaa tabhi to
Kisi bedard ne toda
Rishta thaa tabhi to
Kisi bedard ne toda
Bedard ne toda..
Bedard bedard ne toda
Rishta thaa tabhi to
Kisi bedard ne toda
Apna thaa tabhi to
Koi begana huaa hain
Deewane hi kehate hain
Ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka
Afsana hua hain

Mausam ne banaya hain
Nigaho ko sharabi
Mausam ne banaya hain…
Mausam ne banaya hain
Nigaho ko sharabi
Jis phool ko dekhun
Wahin paimana hua hain
Deewane hi kehate hain
Ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka
Afsana hua hain

Baadal ki tarah aake
Baras jaaiye ek din
Baadal ki tarah aake
Baras jaaiye ek din
Baadal ki tarah aake
Baras jaaiye ek din
Dil aapke hote huye
Dil aapke hote huye
Virana huaa hain
Dil aapke hote huye
Virana huaa hain
Deewane hi kehate hain
Ke deewana hua hain
Badnaam mere pyaar ka
Afsana hua hain
Deewane hi kehate hain
Ke deewana hua hain
Deewane hi kehate hain
Ke deewana hua hain.

More songs lyrics from Andaz-E-Bayan.