Badla Nazar Lyrics

"Badla Nazar" lyrics from Tara sung by premlata, satish batra and music directed by vinod and composed by vinod and lyrics written by aziz kashmiri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Badla Nazar Lyrics


Badla nazar aata hai
Badla nazar aata hai
Zamane ka zamana
Zamane ka zamana
Badla nazar aata hai
Badla nazar aata hai
Zamane ka zamana
Zamane ka zamana

Main tumse juda hoke
Kise apna banau
Main tumse juda hoke
Kise apna banau
Jau bhi to kaha jau
Kaha thokre khau
Jeene ka thikana hai na
Marna ka thikana
Jeene ka thikana hai na
Marna ka thikana
Badla nazar aata hai
Zamane ka zamana
Zamane ka zamana

Hai aah magar aah mein
Tabir nahi hai
Hai khwab magar khwab ki
Tabir nahi hai
Hai khwab magar khwab ki
Tabir nahi hai
Tum ho to magar dard hai
Hotho ka hilana
Hai ho to magar dard hai
Hotho ka hilana
Badla nazar aata hai
Badla nazar aata hai
Zamane ka zamana
Zamane ka zamana.

More songs lyrics from Tara.